Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAdalat (1958)
HomeAdalat (1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa hoooo oooho dupatta mera malmal ka rang saleti halkaa haa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa batan mere kurte ke haay chann ve batan mere kurte ke sitaare aasmaani sajnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa o tumsa bhi koyi naa haay chann ve o tumsa bhi koyi naa zamaane mein nidar hoga wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa haay wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa
ja ja re jaa saajna ja ja re jaa saajna kaahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja re jaa saajna kahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja re jaa saajna tujhko garaz kyaa meri wafaa se jiyoon ya maroon main teri bala se tujhko garaz kyaa meri wafaa se jiyoon ya maroon main teri bala se oooo hooo ooooo ooo jaa jaa re jaa saajna kahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja re jaa saajna jaa jaa re jaa re jaa re jaa jaa jaa jaa jaa jaa saajna jaa jaa jaa saajna kahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja ja saajna jaa jaa jaa saajna dil to diya tha tujhe bade aramaan se dil to diya tha tujhe bade aramaan se pyaar lagaaya bhi to kis beimaan se pyaar lagaaya bhi to kis beimaan se de hi gaya jo daghaa saiyaan jaa jaa jaa jaaa jaaa jaaa sajnaa jaa jaa jaa saajna ja ja re jaa saajna kahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja re jaa saajna do din ke pehle jhooti khushi di dard bhari phir ye zindagi di do
jaana tha hum se door bahane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door rukhsat ke waqt tum ne jo aansoon humen diye unn aasuon se hum ne phasane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door ooooooooooo ooooooooooooo dil ko mile jo daag jigar ko mile jo dard inn daulaton se hum ne khazaane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door bahane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door
aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte apni to ye aadat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko kuchh aisi hi haalat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate duniyaa ki inaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa ab ispe qayaamat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye
yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein khushi ki talash mein ghum raah mein khade thei wohi saath ho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai haan phool hi to hai ab aap ki khushi isse kaanton mein toliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha zamaane ne ye kaha ye chup si kyun lagi hai aji kuch to boliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag
aa aa aa aa aa aa zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare jo de de tu mujhko to phir main luta doon kisi ki nazar pe ye saare aa aa aa to hoke ye rangeen sapne saja ke mitta to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge tumhare sahaare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane tumhare sahare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane jo tum saath doge to aayegi ik din manzil gale se lagaane aa aa aa itna to dil ko yakeen hai humein tum dagaa to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge aa haa ha haa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dupatta Mera Malmal Ka Adalat (1958) 03:20 10021
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nargis, Pradeep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 10021   

Ja Ja Re Jaa Saajna Adalat (1958) 06:31 32499
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 06:31   Song Number : 32499   

Jaana Tha Hum Se Door Adalat (1958) 03:21 20609
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 20609   

Unko Ye Shikaayat Hai Adalat (1958) 04:48 12619
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:48   Song Number : 12619   

Yun Hasraton Ke Daag Adalat (1958) 04:30 21489
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Yaman
Duration : 04:30   Song Number : 21489   

Zameen Se Humein Aasmaan Par Adalat (1958) 04:04 11872
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 11872